ADS

JOUK JANE YA AJZEE IKHTIAR KARNEY SE AZAT KAM NEHI HOTI


JOUK JANE YA AJZEE IKHTIAR KARNEY SE AZAT KAM NEHI HOTI



Hazoor Pak (S.A.W.W) ne farmaya agar jouk janey yani ajzee ikhtiar karney say agar tumahari azat kam ho jay tu qayamat kay din muj say ley laina.

Is dunya main bohat kam log hain jo juk jay ya ajzee ikhtiar karay ku kay hum ak dosray ko bardasat nehi kartay. Har insan apne ap ko akar khan samjata h.

Jo log ajzee say zandgai basar kar raha ho to sab log us ko jenay nehi detay. Mushray main asay insan ki koi azat nehi layken us ka muqam tum kia jano.

Yad raho jo log azjaz hotay hain wo is dunya main sab kuch hasal kar letay hain aur akhrat be bana jatay hain. Agar kuch hasal karna chahtay ho to jouk jao aur ajzi ikhtiar karo zandgai main bara sakoon ho ga.

Aao aaj hum be ahed karay kay hum sab apni zandgai jouk kar aur ajaz tareqay say basar karay gay.



                 WRITTEN BY:   MUHAMMAD SHAFIQUE 

     




Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad