ADS

QAYAMAT KAY DIN ALLAH KONSEY 5 SAWAL KARAYGA

                                    


Abu burza aslami khatay h k Rasool (S.A.W.W) ne farmaya k qayamat k din kisi be banday k payo nehi hitay gay yehain tak us se ye na puch liya jay k us ki umar k baray me k usay kin kamo me kahtum kia aur us k maal k baray me k usay kaha se kamaya aur kaha khrach kia aur jism k baray me k usay kaha khapaya (Imam Taremzi kahtain  hai ye hadis hassan sahi se h. 


Qayamat K Din 05 Sawal Jo ho Gay

  1. Jo zandgai ap ko de wo kin kamo me lagai
  2. Jo jawani ap ko  de wo kin kamo me lagai
  3. Hasab do halil ka maal kitna kamaya aur kahain khrach kia.
  4. Hasab do haram ka maal kitna kamaya aur kahian khrach kia.
  5. Kitna ilm hasal kia us par kitna amal kia.


Aj hum apne andar ye 05 sawal agher talash karaey na to koi mulana, mufti, qari, molvi aur na koi aam insan ye kah sakhta h k in par me qayamat din pura utar jao ga. 

Deen k lectures bohat baray baray molvi, qari aur mufti day rah hotay h me un se puchta ho kia ap ka in par amal h, me anpe aman se kahtay ho bohat mushkal in sawal par koi amal karata ho ga.

In sawal par amal karana har insan k bas ki bat nehi.Insan kisi na kisi jega par gilti kar he jata. Allah Muaf karay.


Aj be waqat h hum muslman Allah se mafi mang kar ye jo 05 sawal h jo qayamat k din ho gay in par amal kar ley to hum qayamat k din surkhuro ho jay gay.


ALLAH TALA HUM SAB MUSLMANO KO IN PAR AMAL KARNEY KI TUFEEQ ATTA FARMAYA (AMMEN).


        WRITTEN BY (MUHAMMAD SHAFIQUE)   

 

 



Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad