ADS

CHAAR LOG KABI JANNAT ME DAKHIL NEHI HO GAY

                             



Hadis h aur hakim ki rawayat h k Rasool (S.A.W.W) ne farmaya k chaar 04 logo par Allah ka haq h k wo jannat me nehi jay gay wo jahanum me he jay gay.


Chaar Log Jannat Me Dakhil Nehi Ho Gay

  1. Shahrab Khur
  2. Sood Khur
  3. Yateem Ka na haq maal khaney wala 
  4. Apne maal aur dulat se apne maa bap ko bedhkil aur Kidhmat na karney wala


Ak shahkhsh Rasool (S.A.W.W) k pass aya aur kaha .Ya Rasool (S.A.W.W) mera bap mera maal khrach kar raha hai jo me kamata ho wo becha kar nehi rakhta. Ap (S.A.W.W) ne us k bap ko aur larkey ko bolia aur farmaya jo tara maal aur tu h duno taray bap k h us ko khrach karnay day tu us ko nehi rook saktha. Ager aak kar day apni dulat se aur kidhmat se ye be jannat me nehi jay gay wo be jahanum me jay gay.


Hum sab ko ye buri adat chor dani chahie aur Allah k hukum aur anpe nabi ki sunat par amal kar k zindagi basar karni chahie Inshallah sakoon be ho ga aur flah be payain gay.


ALLAH TALA HUM SAB KO AMAL KI TUFEEQ ATTA FARMAYEY (AMEEN).


      WRITTEN BY (MUHAMMAD SHAFIQUE)



 

 

   

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad