نماز دین کا ستون ہے
Namaz har muslman par faraz h ager ap apni akhrat banana chatay h tu namaz apni zandgai k hesa zaror bana lay. Kyu k namaz jannat ki chabi h. Namaz k 11 faiday h:-
NAMAZ K 11 FAYADAY
- Dil aur charay ka noor
- Jism ki Rahat
- Rehmat ka Zaria
- Bayhayai aur buray kamo se najat
- Raziq me Azafa
- Zindgai ka sakoon
- Kabir me sakthi
- Nama Amal me wazni
- Jannat me Dakhlay ka parvana
- Aag se najat ka sabab
- Allah ki raza
Meray Islami bahio namaz ki pabandi kia karay ku k Qayamat k din sab se pehla sawal namaz ka ho ga. Namaz hum ko dozakh se najat dala sakhti h.
Aj hum sab muslman bahi ahed kartay h k namaz kabi nehi choray gay INSHALLAH.
WRITTEN BY : MUHAMMAD SHAFIQUE


PEASE ADD THE COMMENT WHICH HAS MEANING.AND DESCRIBE YOUR CHARACTER.....