ADS

WO LOG JIN KI ALLAH DUA QABOOL NEHI KARTA

       WO LOG JIN KI ALLAH DUA QABOOL NEHI KARTA



Sahi Muslim ki mahshoor hadis h k Rasool (S.A.W.W) ne farmaya allah kin logo ki dua qabool nehi kart.


Wo Log Jin Ki Dua Qabool Nehi Hoti


Razaq haram kamaney waley ki dua qabool nehi hoti

Jo gunah k liy dua karaye  aur khata rahmi k liy rashtay toray us ki dua qabool nehi hoti

Ghaflat karaney wale ki dua qabool nehi hoti

Zani ki dua qabool nehi hoti

Zabardasti hakim apne mahkoom se tax wasool karaye us ki dua qabool nehi hoti

Saway zania k har rooz logo muaf karata h jo anpe zana k zaria logo  ko sahrab karaye un ki dua qabool nehi hoti

Jo achai ka hukim nehi data un ki dua qabool nehi hoti

Jo buri se nehi roktay un dua qabool nehi hoti

Jo apne farayze par amal nehi karta us ki dua qabool nehi hoti


Tarmzi ki rawayat h k Rasool (S.A.W.) ne farmaya " us zat ki qasim jis k hath mery jan a tum umar belmaroof nehi almunkar kartay raho warna allah tum par azab nazal karaye ga tum us se dua karo gay tumhari dua qabool nehi ki jay gi". 


Aj k mushray me ye ak na ak habit har insan me zaror pai jati h. Mukamal Allah aur us ka Nabi h Phir be hum sab ko kushsh karni h k in par amal karaye ta k allah hum par razi ho jay.


ALLAH TALA HUM SAB MUSALMANO KO ACHAY AMAL KARNAY KI TUFEEQ ATTA FARMAYA (AMEEN).


                   WRITTEN BY MUHAMMAD SHAFIQUE  

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad