ADS

BAHDARI AUR SARFAROSHI

 BAHDARI AUR SARFAROSHI







Hamesha k liye met janay ka dar insan ko buzdil bana dayta h. Jab dil m yaqeen majood h k is dunya ki zandagi chand rooz h. Payedar aur dayemi zandagi akhrat ki h to insan nadar ho jata h wo Allah ki rah m jan qurban karnay say be nehi darta. Wo janta h k rahay haq m jan ka nazrana payesh ker daynay say wo hamesha k liye fina nehi ho jay ga. Balkay akhrat ki kamyab aur purmusarat zandagi hasil karay ga. Ye aqeeda momen k dil m jazba payda ker k musharay m aman aur naiki k pehlanay ki rahian hamwar ker dayta h.


Dunya say dar ker zandagi na gazaro sirf Allah say daro aur anpi akhrat banao.


Hum log kitana dartay h apne boss say k wo muje nokri say na nakal day ga agher is tara ka dar allah ka humaray dil m a jay to humari akhrat ki zandagi sianwar jay gi. 


Allah ki rah m qurbani do jis say kuch ap ko melay ga. Meray islami bhaio in political logo k liye apni jan ki qurbani na do ku k in say kuch nehi melay ga.  




                                       Written By : Muhammad Shafique

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.

Top Post Ad

Below Post Ad