PAKISTAN ME AURAT KA MUQAM
- Pakistan me aurat ka koi muqam neh. Pakistan me aurat ki izat mehfooza h he nehi wo rat ko safar kar he nehi sakati kui k Kuch din pehle waqia silakot motor par huwa aurat ki azat ko barbad kar dia ga tu CCPO Lhr nay biyan dia jo us kay rank ki shan k kalaf tha k auart rat ko kyu nakli.
- Abi Phir ak aur waqia pesh a gaya tu CCPO Lhr Sheikh sab ne farmaya k wo rat ko kyu safar par nekli. Mujhe baray afsos se kahna parta h k is tara ka biayan {maa, behan, beiti} wala ko majboor karta hai kay wo safar krna chor day.
- Kal me ne GEO NEWS par ak wazir thay jin ka nam Asad Umer us se sawal Ankar Hamed Amir ne kia k CCPO Lhr ne phir galat biyan dia h ap us par kia action karay gay tu wo Wazir farma reha tha k us ko kia punishmant day. Wazir sahib ne sirf mazamat ki. Mazamat karney se kam nehi chaley ga aur na he masayal hal ho gay.
- Mera bahi ager Wazir-E- Azam Pakisan Imran Khan sahib us ko pehle waley waqia par service se dismiss kar detay tu us ki dobara jurat na parti aur na wo is tarah ka biyan deta.
- Punjab police ko humaray jo plolitical log h in ki full support h jis waja se wo sher ban kar har kam mil kar karta h.
- Ager hamari hakumatay Pakistan ki Police thek ho jay tu Pakistan me half juraam kam ho jay gay.
- Jab hakumat is tara k logo ka saith day gi tu is tara k biyan tu zaror aye gay.
- Meri Wazir-E-Azam Pakistan se humbly request h ak tu is CCPO ko service se dismiss karay aur dosra sakhat faislay karay tab Pakistan kay halate badlay gi. Pakistan k har department me mafia bethi hoi h.
ISLAM ME AURAT KA MUQAM
Jab kisi k ha larki payada hoti h tu Allah Tala us ha farshtay bajtay h jo ay kar kahtay h "aye ghar walo tum par salamati ho wo larki ko apne paro kay saye me lay latay h aur us kay sar par hath phirtay huway kahtay h ye kamzoor jan h jo kamzoor jan se payada hoi h jo is bachi ki hafazat aur parvarash karay ga qayamat tak kuda ki madad us kay shamaley hal me rahe gi (HADIS TABRANI).
Pakistan hakumat se meri ak bar phir humbly request h k aurat ko islami qwaneen kay mutabaq tuhafiz dia jay. Jis tara tum logo ko apni Maa, Behan, Beiti aur Bewi ki azat payari h usi tara dosro ki Maa, Behan, Beiti aur Bewi ko tuhafiz dena hakumat Pakistan ki responsibility h.
PML{N} ki haqomat may is tarah kay waqayat na honay kay barabar thay jo kay PTI haqumat kay liay lamha e fiqriya hai.
Umeed karata ho k Hahumat Pakistan Zaror is bar CCPO Lhr ko dismiss karay gi.
WRITTEN BY : MUHAMMAD SHAFIQUE


PEASE ADD THE COMMENT WHICH HAS MEANING.AND DESCRIBE YOUR CHARACTER.....