SURAH-E- DOKHAN KI FAZEELAT
Sarkaray madina (S.A.W) ne farmaya:-
Jo insan her rat m Surah Dokhan paray ga tu subah honay tak 70 hazar fareshtay us k liya duay mugfarat kartay rehay gay.
Jis ne shabe juma m Surah Dokhan pari us ki mugfarat kar dei jay gi.
Jo juma k din ya rat m Surah Dokhan paray ga Allah janat m us k liya aik ghar banay ga.
Aye meray Islami Bahio Surah Dokhan ki zoor talawat kia karan.
Written By Muhammad Shafique


PEASE ADD THE COMMENT WHICH HAS MEANING.AND DESCRIBE YOUR CHARACTER.....